Aqeedat ya Gumrahi
Apni Mehfil :: Relegion :: Islam
Page 2 of 4•
Page 2 of 4 •
1, 2, 3, 4 
Re: Aqeedat ya Gumrahi
Najma, sir hi hilaati rehti ho... itna bhi na howa keh Qamar ki post quote kar deti... Kam az kam mera dil to yoon dharka na hota
Thanks my bro Anoosh
And yes you are right... Yeh Qamar Noor hain.
Najma, Qamar ki shadi ho gai hay na, kuch na kuch to change aaiga na

Bijliyon Ka Koi Qasoor Nahi *** Main Nay Khud Aashiyan Jalaya Hay

Smart Aleck- Admin

- Posts : 1782
Joined : 16 Jan 2008
Age : 32
Location : Karachi
Humor : That brings smile!
Job/hobbies : Business Consultant
Re: Aqeedat ya Gumrahi
arey is main thanx ki kiya baat hey mujhey tu apa sherminda ker rahey hain S.A 

Anoosh Tariq- Moderator

- Posts : 2733
Joined : 18 Jan 2008
Age : 28
Location : Karachi, Pakistan
Job/hobbies : Graphic Designer
Re: Aqeedat ya Gumrahi
hmmmmmmmmmmmmm. reading all discussion what so ever.
no comments from my side just
May God Bless all Muslim Ummah
no comments from my side just
May God Bless all Muslim Ummah
What can I do, to make it right, falling so hard so fast this time, what did I say, what did you do? How did I fall in love with you

heartbreakking- Moderator

- Posts : 1243
Joined : 22 Jan 2008
Age : 24
Location : QUETTA
Humor : Which makes me smile
Job/hobbies : student, Playing cricket and Working on the net
Re: Aqeedat ya Gumrahi
salam dosto.... anoosh, sa oor najma nay ju kuch likha main uss say agreed hoon... ek oor arz karna chahta hoon keh mehrbani karkay iss kisam kay topic ziada say ziada discuss karain takeh sab ko faida ho.. oor agar sath main hawala bhi dia jaey tu InshaAllah bahut behtar hoga..
Shukria
W salam
Shukria
W salam
Re: Aqeedat ya Gumrahi
W. Salam... Prince ... aap bhi iss naik kaam main hissa lejiay na... aap koi topic shoro kejiay 
Bijliyon Ka Koi Qasoor Nahi *** Main Nay Khud Aashiyan Jalaya Hay

Smart Aleck- Admin

- Posts : 1782
Joined : 16 Jan 2008
Age : 32
Location : Karachi
Humor : That brings smile!
Job/hobbies : Business Consultant
Re: Aqeedat ya Gumrahi
salam
mainay topic aur discussion parha hai hiduism n christanity k origin k baray mai bohat ache information the
n ye baat dill ko cho lenay walli the k hamain ghor karna chaheye k kahen hum shaitan k jaal mai to nahe a rahay hain
may ALAH bless u najma sister
n haan kuch batoun say mai agree nahe karti jinn ka jawab mai apko inshalah jald he hawalay and dalaieel k sath doun gi.
berhaal bohat ache koshish the
n i pray k ALAH hum sub ko SIRAT E MUSTAKEEM per chalnay aur dosroun ko chalanay ki taofeek aata karay.

baychain- Moderator

- Posts : 1336
Joined : 26 Jul 2008
Age : 17
Location : QUETTA
Job/hobbies : reading books,article writing,music
Re: Aqeedat ya Gumrahi
mujay be
What can I do, to make it right, falling so hard so fast this time, what did I say, what did you do? How did I fall in love with you

heartbreakking- Moderator

- Posts : 1243
Joined : 22 Jan 2008
Age : 24
Location : QUETTA
Humor : Which makes me smile
Job/hobbies : student, Playing cricket and Working on the net
Re: Aqeedat ya Gumrahi
salam,
shuru uss pak parwardigar k naam say k jiss k qabza-e-qudrat mai hum sub ki jaan hai aur jo wahid aur yakta hai aur tamam kayenaat ka khalik o malik hai.
apni baat shuru karnay say phelay mai sub say ye kehna chatti houn k mera maksad kisi firkay ko attack karna nahe.
sub say phelay ye dekhtay hain k YA MOHAMMAD MADAD ka matlab kya hai yaani (AE MOHAMMAD MERI MADAD KIJIYE) yaani aasan alfaz mai kaha jae to hum NABBI KAREEM s.w say madad talab kar rahay hotay hain.
Akser log ye kehtay hain k aisa kehna shirk ya pher extra akeedat ya gumrahi mai shumar hotta hai q k madad karnay walli sirf khuda ki zaat hai lekin khuda takk pohonchanay k liye hamain kisi madad ki zarorat to ho gi na jissay aap WASILLA keh lain.
Jiss ka QURAN mai hukam ALAH TALAH is tarha daita hai:
"aaye wo logo! jo imaan la chukay ho,khuda say darro aur uski taraf pohonchnay k liye wassila talash karo aur uski rah mai jihaad karo" (surah e maida ayat 35)
iss ayat say ye baat zaher hotti hai k Alah ki madad hassil karnay k liye humain wasila talash karna ho ga jo k ALAH aur banday k darmian rabtay ka zarya banay.
is k ilawa sura e bakra mai hai
"Aur tum gharoun mai unkay darwazoun say dakhil hua karo aur Alah say daro takkay falah pa jao" (p2 al-bakra ayat 189)
iss ayat mai gharoun say murad maddi ghar ya maddi darwazay nahe hain.ghar say murad Alah tala ki hai aur darwazay say murad wasilay ya pher nabbi ki hai.jaisay k ghar mai janay k liye darwazay ki zarorat hotti hai isi trha Alah say rabta rakhnay k liye bhe kisi darwazay ki zarorat ho gi jo k beshak nabbi aur unki aal he hai.
yahan mai ek aur missal dena chahoun gi k hazarat ADAM a.s ko Alah nay apna khalifa bana k bheja tha jub adam a.s and huwa a.s ko zameen per utara gaya to dono mai judai ho gaye jiski waja say dono ko museebat aur pareshani ka samna karna parra.
jub hazarat adam Alah say dua kartay to unki dua kabool nahe hotti q k wasila nahe tha.pher jab hazarat adam nay wasilla istamaal kartay huay dua ki to wo kabool hue.
irshad e rabul izat hotta hai
"pas Ada a.s nay apnay parwardigar k kalmay sekhay unki barkat say Alah nay Adam ki iss bay mehel harkat say darguzar kiya bayshak wo darguzar karnay wala meherbaan hai"(p1 al-bakra ayat 37)
tafseer saffi page 29 aur kaffi mai IMAM JAFAR SADIQ a.s say mankool hai k wo kalmaat ye thay "AEY ALAH MUHAMMAD O AALEMOHAMMAD K WASILAY SAY MERI DUA KABOOL FARMA"
aur ye riwayat dar e manshoor sayoti (page 16 line 10) mai bhe mojood hai
is ayat say ye baat sabit ho gae k jub Alah ek nabbi k dua wasilay(jisay alah nay apnay aur banday k darmian zarya banaya hai) k bagair kabool nahe karta to pher hum insan wasillay ya uskay paak bandoun ki madad k bagair kaisay madad talab kar saktay hain.
in ayat aur dalaiil say ye sabit hua k nabbi pak ko YA MUHAMMAD ya pher YA MUHAMMAD MADAD keh kr pukarna hargiz galat nahe hai na he bayja akeedat hai.q k nabbi he to madad ka zarya hai.
ALAH HUM SUBKO NABBI O AAL E NABBI K WASILLAY SAY MANGNAY KI TAUFIK ATA FARMAE
AMEEN

Dont walk like as u r king walk like as u dnt care who the king is.

baychain- Moderator

- Posts : 1336
Joined : 26 Jul 2008
Age : 17
Location : QUETTA
Job/hobbies : reading books,article writing,music
Re: Aqeedat ya Gumrahi
Well very logical Post.
Am Impressed. May God Bless you.
Am Impressed. May God Bless you.
What can I do, to make it right, falling so hard so fast this time, what did I say, what did you do? How did I fall in love with you

heartbreakking- Moderator

- Posts : 1243
Joined : 22 Jan 2008
Age : 24
Location : QUETTA
Humor : Which makes me smile
Job/hobbies : student, Playing cricket and Working on the net
Re: Aqeedat ya Gumrahi
THANKX ALOT SIR
Dont walk like as u r king walk like as u dnt care who the king is.

baychain- Moderator

- Posts : 1336
Joined : 26 Jul 2008
Age : 17
Location : QUETTA
Job/hobbies : reading books,article writing,music
Re: Aqeedat ya Gumrahi
hummm main is per tabsira nahin ker sakta b-coz mera itna elm nahin hey our wese bhi aap ki hi baat dhuraounga k jis ka jo masalk ya firqa huta hey who usi k hisaab se baat kerta hey aap ka jo nazarya hey apni jagha durust huga isi terah mera jo khena ya batana hey who main behtar samjhta hun jese k meri nazar main Waseeley se murad Hazoor Salallahu Alahi Wasallam ki ittibah hey yani Aap Salallahu Alahi Wasallam k batey huey tarieeqey per chal ker hum Allah se madad maang saktey hain Allah yaqeenqa hamri Dua Qabool bhi karey ga agar hum Us k Nabi Salallahu Alahi Wasallam ki pervi kainr gey... wese bhi Ikhtilaf-e-ray tu her jagha huta hey kher Allah hamain Sirat-e-mustaqeem per chaley ye hi uda hey.

Anoosh Tariq- Moderator

- Posts : 2733
Joined : 18 Jan 2008
Age : 28
Location : Karachi, Pakistan
Job/hobbies : Graphic Designer
Re: Aqeedat ya Gumrahi
Anoosh Tariq wrote:hummm main is per tabsira nahin ker sakta b-coz mera itna elm nahin hey our wese bhi aap ki hi baat dhuraounga k jis ka jo masalk ya firqa huta hey who usi k hisaab se baat kerta hey aap ka jo nazarya hey apni jagha durust huga isi terah mera jo khena ya batana hey who main behtar samjhta hun jese k meri nazar main Waseeley se murad Hazoor Salallahu Alahi Wasallam ki ittibah hey yani Aap Salallahu Alahi Wasallam k batey huey tarieeqey per chal ker hum Allah se madad maang saktey hain Allah yaqeenqa hamri Dua Qabool bhi karey ga agar hum Us k Nabi Salallahu Alahi Wasallam ki pervi kainr gey... wese bhi Ikhtilaf-e-ray tu her jagha huta hey kher Allah hamain Sirat-e-mustaqeem per chaley ye hi uda hey.
SumAmin
100 % correct i do agree. But Bechain nay jo hawalay deya hain woh be Quran Majeed say hain saath main kuch books ka be hawala hain. Mara ilm be iss matter main bhot mahdoot hain. Magar per be Bechain ki baato main logic hain.
What can I do, to make it right, falling so hard so fast this time, what did I say, what did you do? How did I fall in love with you

heartbreakking- Moderator

- Posts : 1243
Joined : 22 Jan 2008
Age : 24
Location : QUETTA
Humor : Which makes me smile
Job/hobbies : student, Playing cricket and Working on the net
Re: Aqeedat ya Gumrahi
Baychain jee... Jazak Allah!
Main Soora e Maaida ki uss aayet ko post kar reha hoon jis ka aap nay hawala diya hay...

Please mujhay bataiay keh iss main yeh matlab kahan hay keh "uski taraf pohonchnay k liye wassila talash karo".
Yehan to likha hay keh "Allah kay qurb ka waseela talaash karo."
Baychain jee... kiya QURB kay maani MADDAD hotay hain?
Hum her namaz main parhtay hain "Eeya ka naabuddo... Wa eeyaaka nastaeen" ... Yaani "Ay Allah hum teri hi ibaadat kartay hain aur tujh say hi maddad maangtay hain."
Yeh hum parthay hain na? To please humen bataaiay keh iss aayet main "Tujh say hi maddad maangtay hain" ka matlab kya hay?
Thanks