main ne aaj tak bht kuch chaha aur muje woh sab mila jo chaha ...ALHAMDULILAH
lekin ye zaroori nei k aap jo chahain woh mily bhi HAZRAT ALI RA kfarman hai k
"main khush hota hoon jab meri koi baat poori hoti hai ..lekin main tab
zada khush hota hoon jab meri koi baat ya marzi poori nei hoti kion k woh
ALLAH ki marzi hoti hai "
so ALLAH ki raza main razi rehna hi dil k chahat ko poora karna hai